Jab kisi ko dost
mano, toh dil mein ek kabristan bhi bana lena
Jahan tum uski har bhool
aur galti koi dafna dena
Warna Waqt ki baat
hai
Koi dekhta hai kichad mein kamal
Aur kisiko chand par daag nazar aata hai
Bechara mard aurat par haath uthaye toh ZALIM
Aurat se pit jaye toh BUZDIL
Aurat ko kisi ke saath dekh kar ladai kare toh Jealous
Chup rahe toh begairat
Ghar se bahar rahe toh Aawara
Ghar pe rahe toh Nakara
Baccho ko ddate toh Zalim
Na daate toh laparwah
Aurat koh naukari karne se roke toh Shakki
Aurat se kaaam karaye toh Biwi ki kamai khanewala
Maa ki maane toh Maa ka Laadala
Biwi ki maane toh joru ka Gulam
