Monday, December 12, 2011

Poem : Hindi : Jab kissiko dost mano....

Jab  kisi ko dost mano, toh dil mein ek kabristan bhi bana lena

Jahan tum uski har  bhool aur galti koi dafna dena

Warna Waqt  ki baat hai

Koi dekhta hai kichad mein kamal

Aur kisiko chand par daag nazar aata hai

Bechara mard aurat par haath uthaye toh ZALIM

Aurat se pit jaye toh BUZDIL

Aurat ko kisi ke saath dekh kar ladai kare toh Jealous

Chup rahe toh begairat

Ghar se bahar rahe toh Aawara

Ghar pe rahe toh Nakara

Baccho ko ddate toh Zalim

Na daate toh laparwah

Aurat koh naukari karne se roke toh Shakki

Aurat se kaaam karaye toh Biwi ki kamai khanewala

Maa ki maane toh Maa ka Laadala

Biwi ki maane toh joru ka Gulam



No comments:

Post a Comment